This song is copyright:
• Song: Pardesi Anthem
• Singer: Rajeev Raja
#pardesi_anthem
#pardesi_anthem_lyric
#RajeevRaja
#pardesi_anthem_2019
Pardesi Anthem Lyrics
Koi deewana kehta hai,
Koi pagal samajhta hai
Magar dharti ki bechaini,
Ko bas badal samajhta hai
Main tujhse door kaisa hoon,
Tu mujhse door kaisi hai
Aab agar dil dhadke to,
Taliyoon mein taqdel kar dena
Main tujhse door kaisa hoon,
Tu mujhse door kaisi hai
Yeh tera dil samajta hai,
Yah mera dil samajta hai
Jab tumhein akele mein,
Meri yaad aayegi
Jab tumhein akele mein,
Meri yaad aayegi
Jab tumhein akele mein,
Meri yaad aayegi
Aasuon ki, Aasuon ki
Aasuon ki baarish mein,
Tum bhi bheeg jaaoge
Aasuon ki baarish mein,
Tum bhi bheeg jaaoge
Tum toh thehre pardesi,
Saath kya nibahaaoge
Tum toh thehre pardesi,
Saath kya nibahaaoge
Subah pehli, subah pehli
Subah pehli gaadi se,
Bombay laut jaaoge
Subah pehli gaadi se,
Ghar ko laut jaaoge
Tum toh thehre pardesi,
Saath kya nibahaaoge
Tum toh thehre pardesi,
Saath kya nibahaaoge
Khel ka gayi tu,
Mera jas baato se
Yaadein rulati hai,
Mera aagrato mein
Kahati thi raahongi,
Saath tera mein
Chod gayi mujhe,
Kaise halato mein
Tujhse hi yaar,
Kiya tha pyaar
Rakha khayal,
Jab tu thi bemaar
Kya main hu baanda,
Itna bekaar
Ka bina bataye,
Tu hogi faraar
Rahata tha saath,
Ham jiban betayange
Chote hamare sab,
Budhe ho jayenga
Baato hi baato mein,
Budhe ho jayenga
Pata nahi tha,
Dil ke tukdre ho jayenga
Mujhe tukdon mein nahin jeena hai,
Katraa katraa to nahin peena hai
Aaj paimaane peela do yaaron,
Aaj paimaane peela do yaaron
Maikadon mein to Peeyaa karataa hun,
Haa karataa hun
Chalti raahon mein to Pee lene do,
Abhi Zinda hun to jee lene do,
Bhari Barsaat mein Pee lene do
Kya karoge tum aakhir,
Kabra par meri aakar
Kya karoge tum aakhir,
Kabra par meri aakar
Thodi der, Thodi der
Thodi der ro loge
Fir dusra fasaoge
Tum toh thehre pardesi
Saath kya nibhaaoge
Tum toh thehre pardesi
Saath kya nibhaaoge
Tum toh thehre pardesi
Saath kya nibhaaoge
Tum toh thehre pardesi
Saath kya nibhaaoge
Kecha kecha hua rahete ho
Zaara batao to aa imtehan kiska hai
Humah bhula do, humah bhula do
Magar aa to yaad hi hoga
Naye sarak pe purana makan kiska hai
– T Lyrics
• MPORTANT NOTICE : These All Things Are Copyrighted. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infinging. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
source
No comments:
Post a Comment