Wednesday, 30 January 2019

Zaroori tha with lyrics



Zaroori Tha by Rahat Father Ali Khan Lyrics

Labz kitne he tere pairo se lipte honge,
Tu ne jab aakhri khatt mera rila hoga,
Tu ne jab phul kitabo se nikale honge,
Dene vala bhi tuje yaad to aya hoga,

Teri aakho ke dariya ka utrna bhi zaroori tha,
Muhabbat bhi zaruri thi, Bichad na bhi zaruri tha,
Zaruri tha ki hum dono, Tabah pe aarzoo krte,
Magar fir un arzoo ka bikharna bhi jaruri tha
Teri aakho ke dariya ka utrna bhi zaroori tha,…

Batao yaad hai tumko,
Wo jab dilko churaya tha,
Churayi dil ko tumne khuda ka ghar bnaya tha,
Wo jab kehte the mera nam tum tak dhime padte ho,
Muhabbat ki namazo ko gila karne se darte ho,
Magar abh yaad ata hai wo baatein thi mahez baatein,
Kahi baaton he baaton me mukarna bhi zaruri tha,

Teri aakho ke dariya ka utrna bhi zaroori tha,…

Bahi hai surate apni, Wahi mai hu. Wahi tum ho.
Magar khoya hua hu mai, Magar tum bhi kahin gum ho,
Mohabbat mein daga ki thi so katil the so katil hai,
Mili hai manzilein fir bhi mukabil the musafir hai,
Tere dil ke nikale hum kahan bhatke kahan pahonche..
Magar bhatke to yaad aya bhatkna bhi zaroori tha.,
Mohabbat bhi zaroori thi..Bichadna bhi zaroori tha.
Zaroori tha ke hum dono, tawa se aarzoo karte,
Magar fir aarzoon ka bikharna bhi zaruri tha..

Tere aakho ke dariya ka utarna bhi zaroori tha…
JOIN QUIZGROUP PARTNER PROGRAM: http://bit.ly/2RsFc2P

source

No comments:

Post a Comment